Showing posts with label Filmi Shayari. Show all posts
Showing posts with label Filmi Shayari. Show all posts

Monday, October 01, 2012

Wakt Jaise Theher gya hai yahin,

Waqt jaise theher gya hai yehin 
Har taraf aik ajab udasi hai 
Beqarari ka eik aesa alam hai 
Jism tanha hai rooh pyasi hai 

Zara Sa Khoon Shaamil Kar

Ammal ki sookhti rag mein zara se khoon shamil kar
Mere humdum faqt batein bana kar kuch nahi milta

Duniya Se Ja Raha

Duniya se ja raha hu kafan me chupaye mooh 
Afsoos baad marne ke aayi haya mujhe

Na Koi Jane Mujhe

Na jaane mujhe na main kisi ko jaanu 
Meri pehchaan ko ab tum mita do 

Main ab reh nahi sakti us se juda hokar
Mujhe qatl kar do ya karwa do 

Ik Roz Reha Ho Kar

Is jism k zindaan men eik umer se qaidi hain 
Aur jainge hum akhir ik roz reha ho kr.

Kis Kis Kee Khodayee Kee

Kis kis kee khodayee kee shikayat karay yar rab 
har moor pe kuch log khuda ban k khare hai 

Chalo Aao Kainaat Bant'te Hain

Chalo aao kainaat bant'te hain 
Tum mere baqi sab tumahra

Ay Muqaddar

Ay muqaddar mujhay tarsaaye ga aakhir kab tak 
Ya meri baat samajh ja, ya mujhey pagal kr de 

Tere Masoom Nigahon

Tere masoom nighahon k taqadis ke qasam
Main soo bhe jaon to khawab jaga dete hain 

Mujhe Maloom Hai Mera Muqaddar

Mujhe maloom hai mera muqaddar tum nahin lekin 
Meri taqdeer se chup kar mujhe eik baar mil jaao 

Main Tumhe Bhulane Ki Koshish

Jin siddato se koshish kar raha hu
Ab main tumhe bhulane ke 

Kabhi bahut dil se dua manga karta tha
Tumhe apna banane ki 

Sunday, June 10, 2012

Mujhe Maloom Hai Mera Muqaddar

Mujhe maloom hai mera muqaddar tum nahin lakin..
Meri taqdeer se chup kar mujhe eik baar mil jaao

Main Tumhe bhulane ki koshish

jin Siddato se koshish kar raha hu
Ab main tumhe bhulane ke

Kabhi bahut dil se dua manga karta tha
Tumhe apna banane ki

Le de k apne pass faqat ik nazar to hai

Le de  apne pass faqat ik nazar to hai,
kiun daukhen zindagi ko kisi ki nazar se hum.

Dunya Waley ab zindagi ko bana sakte nahin

Dunya waley ab zindagi ko bana sakte nahin,
Lau diye mein hai magar is ko barha sakte nahin..

Mar bhi jayu to koi Gham nahi

Mar bhi jayu to koi gham nahi..
Bas eik tamnnah hai ke wo mujhe mil jaye

Sab mujhy hi kehty hain k too usay bhool ja

Sab Mujhy hi kehty hain k too usay bhool ja
Koi usay kiyun nahin kehta k woh mera ho jay

Ab Kaksar ayeny may apna chera dhondta hayn

Ab aksar ayeny may apna chera dhondta hayn
 Hum esy tu ny thy tu ny jesa kar dya hy 

Barf Garmati Rahi Dhoop Ama deti Rahi

Barf Garmati rahi dhoop ama deti rahi
Dil ki nagri may jo mosam They tery masam thy

Phattaro sey darta ho andhero sey darta ho

Phattaroun say darta ho andhero say darta ho
Jab sa dala hay may ney makan sheshy ka