Phol sa kuch kalam or sahi
Ek ghazal os ke nam or sahi
Es ki zulfain bohat ganheri may
Ek shab ka qiyam or sahi
Zindagi ke udas qisay may
Ek larki ka name or sahi
Kurchiyon ko sunaieye ghazlay
Katal ki ek sham or sahi
Kapkapati hay raat seny may
Zehar ka ek jam or sahi