Wo chahto ki esi misal deta hai
Awargi ko apnayat dhal deta hai
Wo khush kalam hai is kadar bat karny mai
Ke harf harf ko husn-o-jalam deta hai
Mai uska sath jo mango, zindagi bhar ke liye,
Baray haseen tareeq se wo taal deta hai
Ye jaan kar b k mujy wo pyar nahi karta,
Wo dekhta hai youn hai k,ujhan mai daal deta hai
Sawal jaise panha mangty hoon Aankhon se
jawab nigaah se wo kalam deta hai...