Showing posts with label urdu poetry. Show all posts
Showing posts with label urdu poetry. Show all posts

Wednesday, August 05, 2020

Chaley Ao

Yeh faqeero ki bazam hai
Chaley ao
Hum bhaley log hai uqat nahi pochtay

Sunday, August 02, 2020

Na Milna

Na tu milta hy na milne aas jati hy
     Tere Milne kab tak malal rakhu mei

Ho sakey to utthaley amannatey apni 
  Terry  khattut kab tak samhal rakhu mey

Sunday, June 30, 2019

Phr Nahi Baste Wo Dil

Phr nahi baste wo dil jo ek bar ujar jate hain 

Jan

Qabrein ketni bhi sajao koi zinda nahi hota 

Aaj Nahi To kal Tumein

Aaj nahi to kal tumhein ehsas ho hi jayega 
Qadar karne wale faqt naseeb se hi mila karte hain 

Friday, June 21, 2019

Kadar

Sekh jao kisi ki chahat ki kadar karna
Kahi koi mar hi na jaaye tumhe ehsaas dilate dilate

Thursday, December 03, 2015

Suno Ankhon Se Parh Lena

Suno ankhon se par lena wo sari an kahi batein 
Koi pochey to keh dena bohat hi raz dari hai 

Tuesday, December 01, 2015

Mamul Ban Chuka Hai

Mamul ban chuka hai mera ratoon ko jaghna 
Nendein mere wajood ki ek shakhs le gya 

Thursday, November 26, 2015

Tere Naam Se Mohabbat Ki Hai

Tere naam se mohabbat ki hai 
tere ehsas se mohabbat ki hai 

Tum mere pass nahin phir bhi 
Tumhari yaad se mohabbat ki hai 

Kabhi tum ne bhi mujhay yad kiya hoga 
Main ne un lamhaat se mohabbat ki hai 

Tum se milna to ek khuwab sa lagta tha 
Main ne tere intzar se mohabbat ki hai 

Tuesday, November 24, 2015

Ek toti Hoi Zanjeer

Ek toti hoi zanjeer ki faryad hai hum 
Aur dunya sumjhti hai k azad hain hum

Hur ek se wafa kar k hum ko kiya mila 
Kul bhi tanha thay ur aj bhi tanha hai hum 


badan Se Rooh

Badan se rooh jati hai to bechti hai saf-e-matam
Magar kardar mar jaye to yaqeen matam nahin hota 

Boht Toot

Bohat toot sa jata hun mein andar se 
Jub tery sath guzra ek lamba yaad ata hai 

Monday, November 23, 2015

Jab Main Doba

Jab main doba to sumandar ko kabhi herat hoi 
Ajeeb shakhs hai kesi ko pukarata hi nahin 

Mirza Ghalib

Aghaz ishq bhi khob tha ghalib kiya kahon 
Pehle to thi dil lagi phr dil ko ja lagi 

Sunday, November 22, 2015

Teri Yaad

Wabsta meri yad se kuch talkheyan bhi thi 
Acha kiya jo mujh ko faramosh kar diya 

Saturday, November 21, 2015

Rabta

Tot jata hai wasta khud se 
Tujh se jab rabta nahin hota 

Ek Bar Keh Do

Ek bar keh do k tum mere ho 
Is se agy naseeb mera 

Lehja Bhi Sard Kar Dala

Tum ne lehja bhi sard kar dala 
Ye sardeon k azab kam the kiya 

Ghareeb Log

Jan dy sakty hain yehi humary bas main hai 
Ghareeb log hain nahin karty baat sitary tor lany ki 

Mati Se Phr Mati Par

Mati se phr mati par aur phr mati main 
Sumjh gaye ho to chor do na magrori 

Friday, November 20, 2015

Magroor

Achy lagy jo tum so hum ny bta diya 
Naqsan yeh howa k tum magror ho gaye