Showing posts with label two line poetry. Show all posts
Showing posts with label two line poetry. Show all posts

Friday, June 21, 2019

Rakh Dil Par Hath

Rakh dil par hath zara
koch dard to kam ho mere

Jon

Yeh to wo dukh hain jo bataye hum ne
Ab wo socho jo chupaye hunge

Saturday, November 28, 2015

Tumhari Berukhi

Tumhari berukhi par bhi ulta di zindagi hum nay 
Agr tum meharbaan hotay to apna haal kiya hota 

Shaam Honay Se Pehle Loat Ana

Shaam honay se pehlay loat ana
Hum tere intzar main hai 

Injan Honay se pehlay lout ana 
Subah o sham rehti hai tere dedar ki umeed 

Din hatam honay se pehlay lout ana 
Agr na lout pao to bas etna kar dena 
Meri sans ruknay se pehle lout ana 

Monday, November 23, 2015

Mirza Ghalib

Aghaz ishq bhi khob tha ghalib kiya kahon 
Pehle to thi dil lagi phr dil ko ja lagi 

Friday, November 20, 2015

Wo Itna Bewafa Nahin

Wo etna bewafa nahin mujhy bhool jaye ga 
Aksar chup rehny waly pyar boht karte hain 

Thursday, November 19, 2015

Pehle Dil Main

Pehle dil main rehty thy 
Ab ghalt fehmyon main rehty hain 

Pehle Se Behtar Dekhta Hun

Kesi ny dhol kiya ankhon main jonki 
Main ab pehle se behtar dekhta hun 

Allama Iqbal

Jab ishq sekhata hai adabe khud aghahi 
Khelty hain ghulamon par asrare shehnshahi 

Zarurat Tor Deti Hai

Zarurat tor deti hai garur be neyazi ko 
Na hoti koi majbori to hur banda khuda hota 

Main Chahti Hun

Main chahti hun tujh pe 
Haq sirf mera ho 

Ay Dil

Ay dil zra tasdeek to kar amad to nahin unki 
Mehfil main ek shor utha hai Ma Shaa Allah Ma Shaa Allah

Qatry Qatry

Qatry qatry ka hai naseeb juda
Koi ghohar koi sharab howa 

Nazar Andaz

Nazar andaz karny  ki wajah kch to btaye
Ab kahaan kahaan main khud main brai dondoon

Tuesday, November 17, 2015

Nafrat

nafrat ka yaqeen dilana nahi parta 
!,,,Dost,,,!
Jab k log mohabbat ka sabot mangty hai 

Shkayat

Hum zaban sy shareek shakayaton ko karty nahin 
kyun ky hum apno par alzam lagay nahi jaty

Monday, November 16, 2015

Qismat

Bikny waly aur bhi hain ja kar khareed lo 
Hum log qimat se nahi qismat se mila karty hain 

Allah

Nahi karein gay tumhari minatein hum aaj k bad kabhi bhi 
Jab Allah razi howa to tum kiya hur cheez ko mera huna pary ga

Insan Ki Qimat

Mar jayein to bhar jati hai insan ki qimat 
Zinda rahy to jeny ki saza deti hai dunya 

Sunday, November 15, 2015

Mohabbat Ho Bhi Jaye To

Mohabbat ho bhi jaye to kabhi izhar mat karna 
Yeh duniya sochy jazbon ki bari toheen karti hai