Showing posts with label sms poetry. Show all posts
Showing posts with label sms poetry. Show all posts

Monday, January 11, 2016

Mohabbat Hai

Mohabbat hai aqeedat hai anayat hai ya alfat hai 
Nazar main jab se aye ho kuch nazar hi nahin ata 

Us Ke Chehry

Us ke chehry ki masoumiyat main etna asar hai keh
Khareed li us ne ek mulaqat main zindagi meri 

Diloun Main Fark

Diloun main farq parh jaye to etna yad rakhna tum 
Dalel mintein aur falsfy sab bekar jatey hain 

Jo Ghehri Nend Sotey Hain

Jo ghehri nend sotey hain mohabbat kar nahin saktey 
Sakon etna kahaan hasil mohabbat karney waloon ko 

Wednesday, December 09, 2015

Friday, December 04, 2015

Monday, November 30, 2015

Sunday, November 29, 2015

Youn To Gham Sab Ki Zindagi Main Hai

Youn to gham sab ki zindagi main hai 
Sabt lekn kesi kesi main hai 

Us ne sun kar ghazal kaha meri 
Ketna dukh teri shayari main hai 

Bekhray Hain Hum

Sokhay patoon ki tarah bekhray hain hum to 
Kesi nay sameeta bhi to sirf jalany kay liye

Pyaar

Is dunya main wafa karnay walon ki kami nahin hai 
Bas pyaar hi us se ho jata hai jisay qadar na ho

Saturday, November 28, 2015

Tumhari Berukhi

Tumhari berukhi par bhi ulta di zindagi hum nay 
Agr tum meharbaan hotay to apna haal kiya hota 

Sochta Hun Ab


Sochta hun ab khud par hi laga doun alzam
Dil manta hi nahin tum bewafa thay 

Baba Bullay Shah Ki Shayari

Par par ktabaan elam diyaan toun naam rakh liya qazi
Hath wech phar kay talwar naam rakh liya ghazi

Makkay madenay ghom aya te naam rakh liya haji 
Ohh bulliya hasl ki keta jay tun Rab na keta razi

Humdardi

Humdardi ahbab se darta hun lakin 
Main zakham to rakhta hun nmaish nahi karta

Rang Mohabbat Kay

Meri tasveer banana to sab rang bharna mohabbat kay 
Lekn jab ankhein banana to anso rawaan rakhna

Friday, November 27, 2015

Ishq

Main tere ishq main mar na jaon kahin 
Tu mujhy azamany ki koshish na kar