Showing posts with label sad poetry. Show all posts
Showing posts with label sad poetry. Show all posts

Wednesday, August 05, 2020

Chaley Ao

Yeh faqeero ki bazam hai
Chaley ao
Hum bhaley log hai uqat nahi pochtay

Tuesday, August 04, 2020

Khamoshi

Khamoshi se apni pehchan bnaty jao
Waqt khud tumhara name bateyga

Sunday, June 30, 2019

Phr Nahi Baste Wo Dil

Phr nahi baste wo dil jo ek bar ujar jate hain 

Jan

Qabrein ketni bhi sajao koi zinda nahi hota 

Friday, June 21, 2019

Sunday, March 31, 2019

Muddat huii

Muddat hui hai

Mujhse

Mera raabta nahi

Saturday, November 28, 2015

Pyaar

Mere pyar ko sumjhnay kay liye bas etna hi kafi hai 
Main us ka harghaz nahin hota jo hur kesi ka ho jaye 

Thursday, November 26, 2015

Shakhs

Haan main wahi shakhs hun 
Dil main jiskay koi bhi tamanah nahi baqi

Monday, November 23, 2015

Badmashi

Badmashi to hum marnay k bad bhi karengy dost 
Tum pedal chlo gay aur hum tumharay kandon par 

Sunday, November 22, 2015

Tum Nahin Yaad Kartay

Tum nahin yad kartay is se koi farq nahin parta 
Dil is liye jalta hai k hum tumhein bhula nahin saktay

Meri Chahat

Meri chahat ko apna to bna le magr sun le 
Jo mera ho nahin paya wo tera ho nahin sakta 

Friday, November 20, 2015

Magroor

Achy lagy jo tum so hum ny bta diya 
Naqsan yeh howa k tum magror ho gaye 

Tu Lakh Bula K Wekh Sanu

Tu lakh bula k wekh sanu 
Asi yari fyr v nabhawaan ghay

Tu pani p p thak ja sein 
Asi hechkiyaan ban ban awaan gay

Mera Zikr Parhny Wale

Mera zikr parhne wale
mera rasta na chun len 

sar-waqt ye bhi likh dena 
mujhy maat hogayi thi 

Thursday, November 19, 2015

Ya Maalik

Ya maalik apni adalat main meri hamesha zmanat rakhna 
Main rahoun ya na rahon mery chahny walon ko hamesha salamat rakhna 

Ay Dil

Ay dil zra tasdeek to kar amad to nahin unki 
Mehfil main ek shor utha hai Ma Shaa Allah Ma Shaa Allah

Nazar Andaz

Nazar andaz karny  ki wajah kch to btaye
Ab kahaan kahaan main khud main brai dondoon

Wednesday, November 18, 2015

Hum Tumhein

Hum tumhein apni khabar dein bhi to kya soch k dein 
Hum ko rehna hi nahin tum ko khabar hony tak 

Na Muntazir

Na muntazir koi ankhain na kisi ko aas hamari
Badal gaye sab log rafta rafta jau kehty thay pagal tu jaan hai hamari 

Waqt Aaj Bhi Tanha Guzrta Hai

Mana ky tujh se doryaan zayda barh gai hain 
Par tery hisy ka waqt aaj bhi tanha guzrta hai 

Tuesday, November 17, 2015

Acha Nahi Hota

baharon ki masti ka asar acha nahi hota 
Sajar sokha howa ho to samar acha nahi hota 

Jo mumkin ho to rasty se koi jugnon pakr lena 
Anderi raat ka tanha safar acha nahi hota 

Milo kch is trah se k dil apas main jayein 
Ta'aruf dosto se mukhtasir acha nahi hota 

Wohi betho jaha saya mily apne darkhton ka 
Kesi k ghar k angan ka sajar acha nahi hota 

Chalo dahleez se wapis palt aye 
Jahan apny na basty hon wo ghar acha nahi hota