Showing posts with label iqbal poetry. Show all posts
Showing posts with label iqbal poetry. Show all posts

Friday, June 21, 2019

Log

Log naye saal  mein bohat kuch naya mange ghe
Lekin mujhe wahi purana tumhara saath chahiye

Tuesday, November 24, 2015

Bohat Hi Shokh Lehjey

Bohat hi shokh lehjey ko
 bay had udas kar dena 
Qasam se mar deta hai
 nazr main basny walon ka 
Nazr andaz kar dena 

Allama Iqbal

Parindon ki dunya ka darowesh hun main 
Keh shaheen bnata nahin asheyanah

badan Se Rooh

Badan se rooh jati hai to bechti hai saf-e-matam
Magar kardar mar jaye to yaqeen matam nahin hota 

Monday, November 23, 2015

Muhsan

barbad basti main kese dondtay ho muhsan 
Ujray howay logon kay thkany nahin hotey 

Jeet

Jeet mera naseeb thi lekin 
Mujh ko le doba teri maat ka dukh 

Jisam chony Se

Jism chony se mohabbat nahin hoti 
Ye wo jazbah hai jesy emaan kehtay hain 

Charagh-E- Aarzo

Faqt batein andero ki mehz qisay ujalon ky
Charag e arzoo le kar na tum nikle na hum nikle 

Sunday, November 22, 2015

Kabhi Na Kabhi

Kabhi na kabhi wo mere bare main sochy ghi zarur 
K hasil hony ki umed bhi nahin phr bhi wafa karta tha 

Log Dewany Hain

Log dewany hain bnawat k
Hum kaha jayein sadgi le kar 

Zalim Dunya

Zalim dunya main zra sanbal k rehna mere yar 
Yaha palkon py bthaya jata hai nazron se ghirany k liye 

Bas Mohabbat

Bas mohabbat hum ko us se honi thi so ho gayi 
Ab nasehat shoriye sath dejiye aur dua kijiye 

Dedar

wo aur log hongy jinein tere dedar ki hasrat hai 
Main ne to tujhy be panah chaha hai bina tera dedar kiye

Saturday, November 21, 2015

Barbad Kar Deti Hai Mohabbat

Barbad kar deti hai mohabbat hur bar mohabbat karny walon ko 
Kyoun k ishq har nahin manta aur dil baat nahin manta 

Malik

Kya dekh rahi ho 
Tasali rakho tumhara hun

Ek Bar Keh Do

Ek bar keh do k tum mere ho 
Is se agy naseeb mera 

Naeem Khan

Etna bhi na yad aya karo k raat bhar so na saky
Subah ko surakh ankhon ka sbab pochty hain log 

Do Din Ki Zindagi Hai

Do din ki zindagi hai me kiya kro gy ulhj kr 
Raho to pholon ki mand bikhro to khusbo ban kar 

Lehja Bhi Sard Kar Dala

Tum ne lehja bhi sard kar dala 
Ye sardeon k azab kam the kiya 

Main Jo Chalta Hun

Main jo chalta hun terey ishq k ingharon par 
Paon jaltay hain magr dil ko qarar ata hai