Showing posts with label Desi Shayari. Show all posts
Showing posts with label Desi Shayari. Show all posts

Thursday, May 31, 2012

Tu mila hai tou yeh khayal aya

Tu mila hai to yah khayal aaya,
Zindagi itni mukhtasar kiun hay...!

Sazaaon ko kon dekhe ga

Rah-e-wafa me sazaon ko kon dekhy ga,
Safar he dhoop ka chaon ko kon dekhy ga,

Hum apni zid pe aye to cheen lenge tujhe,
Tere shehar ki ghataon ko kon dekhy ga

Bichar to jayen mager phir khayal aata hai,
Teri in dilkash aadaon ko koun dekhy ga.

Mere jismo jan pe haq tumhara hai

Aaj tum kahte ho ki mere jismo jan pe hak tumhara hai
Par hum kaise man le ke aap par hak humara hai

kiyunki hum jaante hai ki aaj bhi apne 
Aashiq ki baho mei jane ka sapna tumhara hai

Ajj sharmata hy soraj os sy

Ajj sharmata hy soraj os sy
Wo jo taro sy hiya karta tha

Es liete bhi raat ko ghar sy nikal ata ho may

Es lieye bhi raat ko ghar sy nikal ata ho may
sardiyon ke chand ko ehsas-y tanhai na ho

Pocho tu ek ek hy tanha sulag raha

Pocho tu ek ek hy tanha sulag raha
Dekho tu shehar shehar hy mela laga howa

Mujhy maloom hy tum mujhy ko bhool gay lakin

Mujhy maloom hy tum mujhy ko bhool jaao gay lakin
Palat kar jab bhi aao gay mohabbat muntazir hogi

Me us ka hun ye raz wo janta ha faraz

Me us ka hoon ye raz wo janta ha faraz
wo kis ka ha ye sawal mujy sony nahi deta

Qaaaisd k Aatay hat ik aoor likh rakhoon

Qaaasid  k aatay aatay hat ik aoor likh rakhoon
Main janta hun jo wo likhain gay jawab main

Toota hy zoor tair howaon ka akhirs

Toota hy zoor teir hawaon ka akhirsh
Ye or baat kitny parindon par gay